LOVE SHAYARI
Meri mohabbat hi dekhni hai to gale lagakar dekho,Agar dhadkan na ruk gayi to mohabbat thkra dena..
Mana ki abhi naam aur pehchaan chhoti hai,
Lekin ek din log line lagayenge is chehre se milne ke liye..
Lekin ek din log line lagayenge is chehre se milne ke liye..
Kya hua un sab waadon ka, aakhir rula hi diya in aankhon ko,
Humse hui kya khata jo aapne di aisi saza..
Humse hui kya khata jo aapne di aisi saza..
Aaj samajh mein aaya yeh pyar nahi dikhawa tha unka,
Jinhone hume aajmaya apni khushi ke liye..
Jinhone hume aajmaya apni khushi ke liye..
2. Agar baat khayal ki karein to bus itna kahenge,
Tum se jude ho to haseen, tumhara ho to behtareen..
Tum se jude ho to haseen, tumhara ho to behtareen..
3. Pata nahi kyun zindagi mein dhokhe bahut mile par mauka ek bhi na mila,
Mauka milta to dhokhon ka afsos nahi hota..
Mauka milta to dhokhon ka afsos nahi hota..
Tumse behtar to nahi hain yeh nazare lekin,
Tum zara aankh se niklo to inhe bhi dekhun..
Tum zara aankh se niklo to inhe bhi dekhun..
2. Mujhe chhodkar ane ki wajah to batao,
Main har wajah bataunga tumhe chahne ki..
Main har wajah bataunga tumhe chahne ki..
3. Simat gaya mera pyar bhi chand alfazon mein,
Jab usne kaha mohabbat to hai par tumse nahi..
Jab usne kaha mohabbat to hai par tumse nahi..
Aapki iss dil lagi mein hum apna dil kho baithe,
Kal tak us khuda ke the aaj hum aapke ho baithe,
Ishq suna toh tha ki apna deewana bana leta hai,
Par aaj khud karke hum bhi apne hosh kho baithe hain.
Kal tak us khuda ke the aaj hum aapke ho baithe,
Ishq suna toh tha ki apna deewana bana leta hai,
Par aaj khud karke hum bhi apne hosh kho baithe hain.
Apne Dil Ki Sunn, Afwahon Se Kaam Na Le,
Mujhe Yad Rakh, Beshak Naam Na Le,
Tera Veham Hai Ke Hum Bhool Gaye Tujhe,
Meri Koi Aisi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le!
Chand se haseen hai chandni,
Chandni se haseen hai Raat,
Raat se haseen hai chand,
Aur chand se haseen hai aap.
Tasveer dekh ke tujhe yaad baar baar karte hain,
Jahan se vo kabhi guzre the,
Unhi raahon mein unka intezaar karte hain,
Ae nasamajh tum samajhte kyun nahi dil ki baat,
Tujhe hum hadd se zyada pyar karte hain..

Ek adaa aapke dil churane ki,
Ek adaa aapke dil mein bus jane ki,
Chehra aapka chand sa aur,
Ek zid hamari chand pane ki.
Mat muskurao itna ki,
Phoolon ko khabar lag jaye,
Ke wo kare taarif tumhari,
Aur tumhe unki najar lag jaye.
JAB MOHABBAT KISI KE SATH HOTI HAI
TO BAS DIL KO USKI AAS HOTI HAI
KABHI DEKHNA CHAND KO GAUR SE
CHAND KE PASS CHANDNI HOTI HAI.
Ek adaa aapke dil mein bus jane ki,
Chehra aapka chand sa aur,
Ek zid hamari chand pane ki.
Mat muskurao itna ki,
Phoolon ko khabar lag jaye,
Ke wo kare taarif tumhari,
Aur tumhe unki najar lag jaye.
JAB MOHABBAT KISI KE SATH HOTI HAI
TO BAS DIL KO USKI AAS HOTI HAI
KABHI DEKHNA CHAND KO GAUR SE
CHAND KE PASS CHANDNI HOTI HAI.
Puchho mere dil se tumhe paigam likhta hu,
Saath gujri baate tamam likhta hoon,
Deewani ho jati hain wo kalam bhi,
Jis kalam se tumhara naam likhta hoon..
Raat chup hai magar chand khamosh nahi,
Kaise kahoon aaj phir hosh nahin,
Is tarah dooba hoon teri mohabbat ki gahrai mein,
Hath mein jaam hai aur peena ka hosh nahin.
Kaise kahoon aaj phir hosh nahin,
Is tarah dooba hoon teri mohabbat ki gahrai mein,
Hath mein jaam hai aur peena ka hosh nahin.